Thursday 24 April 2014

Ek Nayi Pahchan


Naye naye rangon mein mausam ko dhalna hai,
Waqt ke saath saath sab kuch badlana hai,
Saath ek dooje ke manjilein to milna hai,
Khushiyon ki raho pe, bin thahre chalna hai,
Man ke aangan mein , phoolon se mehke hain armaan,
Chal banaye teri meri ek nayi pehchaan.
Pehchan….
Ek Nayi Pehchan…… 

Kitani Mahobbat hai



Tumko chu ke bhi choone ko karta hai dil
Paake bhi paane ko karta hai dil
Aawargi aane lagi
Sanson mein khusboo chane lagi
Dil pe deewangi chha gayi is kadar
Band aankhon se bhi aaye nazar
Kaise kahein
Humein
Kitni mohabbat hai
Haa mohabbat hai.

Ye Hai Mohabbatein




Dil kahin rukta nahi..
Dil kahin rukta nahi..
Chalta hi jaaye teri ore
dil mere sunta nahi..
Saari fizaon mein hai..
Mehki hawaon mein hai..
Tera aur mera fazaana…
Jaanu main bhi yeh..
Jaane hai tu bhi yeh..
Jaane yeh saara zamaana..
Kabhi kam na honge yeh chaahatein..
Pal pal badhe yeh hai mohhabtein..

Jodha Akbar


Inn aankhon mein tum jab se base ho
Saara jag roop tera
Inn aankhon mein tum jab se base ho
Saara jag roop tera
Preet ye rang ab to tere sang
Aur bhi ho gaya gehara
Inn aankhon mein tum jab se base ho
Saara jag roop tera
Inn aankhon mein tum
Jab se ho gaye ghoom
Saara jahaan tera chehara
Preet ye rang ab to tere sang
Aur bhi ho gaya gehara
Inn aankhon mein tum
Jab se ho gaye ghoom
Saara jahaan tera chehara
Preet ye rang ab to tere sang
Aur bhi ho gaya gehara
Ishq hain woh ehsaas
Ishq hain woh jazbaat
Badal de ye duniya
Badal de ye halaat
Ishq hain woh ehsaas
Ishq hain woh jazbaat
Badal de ye duniya
Badal de ye halaat
Inn aankhon mein tum
Jab se ho gaye ghoom
Saara jahaan tera chehara
Preet ye rang ab to tere sang
Aur bhi ho gaya gehara
Matware tore nain baawarein
Tune chhiina chain saanwarein
Aan millo bhari rain piyaare
Baat kate mere nain baawarein.

Ye Rishta Kya Kahlata Hai - Sujhao Kuch Lalla Ka Naam


Sujhao kuch lalla ka naam
Sujhao kuch lalla ka naam
Lalla sabki aankha ka taara
Raam kaho chahein shyaam
Sujhao kuch lalla ka naam
Sujhao kuch lalla ka naam
Haan yeto raaj karega har dil pe
To naam rakh do raajan o raajan
Boondo sa chham chham barsega
To naam rakh do saawan o saawan
Buaao ka hain ye to kaam
Buaao ka hain ye to kaam
Hum rakhenge apne lalla ka achhasa naam
Buaao ka hain ye to kaam
Paapa jaisa bhola bhaala
Hoga ye matwala bhi
To naam rakh do shivam o shivam
Maa ke jaisa namra ye hoga
Hoga bade dilwaala bhi
To naam rakhdo naman o naman
To kyaa mama hain yahan mehmaan
To kyaa mama hain yahan mehmaan
Naana naani mama maami
Ye rakhenge naam
To kyaa mama hain yahan mehmaan
To kyaa mama hain yahan mehmaan
Haan jeevan mein kabhi ye na haarega
To naam rakhdo ajay o ajay
Ye har dil mein pyaar jagayegaa
To naam rakhdo pranay o pranay
Sujhaye papa koi naam
Sujhaye papa koi naam
To kyaa socha hain paapa ne
Apne lalla ka naam
Sujhaye papa koi naam
Sujhaye papa koi naam
Jeevan ke har mod pe ye to
Apni raah banayenga
To naam rakhdo sawayam o sawayam
Jeevan ki har daud mein lalla
Numbar one hi aayega
To naam rakhdo pratham o pratham
Sujhao kuch lalla ka naam
Sujhao kuch lalla ka naam
Lalla sabki aankha ka taara
Raam kaho chahein shyaam
Sujhao kuch lalla ka naam
Sujhao kuch lalla ka naam.

Ye Rishta Kya Kahlata Hai - Title Song


Ho ho ho…
Haa koi chori chori mere sapno main aaye
Haa ye dil anjani dori se bandha jaaye
Vishvas to hai gath bandhan
Janmo ka ye pavan bandhan
Ek pal me yun kaise jud jaata hai
Yeh rishta kya kehlata hai
Hoo yeh rishta kya kehlata hai
Ho esi rsmo kasmo pe dil balihari jaaye
Ho apne ho jaate hai kal tak jo the paraye
Armano ke aangan me
Jajbaat ka hai sangam, ye to do aangan mahekata hai
Yeh rishta kya kehlata hai
Hoo yeh rishta kya kehlata hai
Prem ka esa rang chadha dono rang jaaye ek hi rang
Prit ke dhago se khud ko baandh le ek duje ke sang
Mann mera chahe mera bas pura ho yahi sapna
Sao janmo se bhi aage tak saath rahe apna
Har pal yun hi tu milake rakh na
Khuseyo ke ye dip jala ke rakh na
Tera saaya ban ke chalna hai muje
Mera saaya ban ke tu bhi chalna.

Kyu Ki Saas Bhi Kabhi Bahu Thi



Rishton ke bhi roop badalte hain
Naye naye saanche mein dhalte hain
Ek pe aati hain ek jaati hain
Banti kahani nayi
Kyunki saans bhi kabhi bahu thi
Haa saans bhi kabhi bahu thi
Kyunki saans bhi kabhi bahu thi
Haa saans bhi kabhi bahu thi

Khelne wale baith ke dekhenge
Naye khiladi khel yeh khelenge
Rishton ka rand badla
Naaton ka dhang badla
Aaina phir bhi wahi
Kyunki saans bhi kabhi bahu thi
Haa saans bhi kabhi bahu thi
Kyunki saans bhi kabhi bahu thi
Haa saans bhi kabhi bahu thi

KumKum - Ek Pyara sa Bandhan



La La La La
La La La La
La

Jeevan Kar Leta Hai Shingaar
Sach Hai Na Kumkum Se
Haan…Badhta Hai Ik Dooje Se Pyaar
Sach Hai Na KumKum Se

Ghar Ghar Moorat Hai
Meethi Meethi Boli Hai
Rishte Hi Sabh Ki
Woh Hamzoli Hai
Door Na Ho Jayen
Hum Tumse Tum Humse
Hum Ho Jayenge
GumSum Se GumSum Se
Phir Milne Aayegi Bahaar
Kumkum Se Kumkum Se
Haan…Jeevan Kar Leta Hai Shingaar
Sach Hai Na Kumkum Sea

Iss Pyar Ko kya Naam Doon



Jo pehle huaa naa
Ab hone laga hai
Dil humko jaga kar
Kyun sone laga hai
Ye ishq hai yaa kuch aur hai
Ya bas khaali khaali shor hhai
Ye ishq hai yaa kuch aur hai
Ya bas khaali khaali shor hhai
Ho isko main kya kahuntu hi bata
Kya kahun? Tu hi bata…

Iss pyaar ko kya naam doon
Iss pyaar ko kya naam doon
Iss pyaar ko kya naam doon
Iss pyaar ko kya naam doon…

Diya Aur Baati Hum




Tu suraj main saanjh piyaji
Maare sapno ki tu parwaz piyaji
Tharo maaro milan aiso lage
Re sathi jaiso
Diya aur baati
Hoo diya aur baati hum

Main jo chalun toh sang chalo
Ji more piya more piyaa
Meri khushiyon mein
Yun rang bharo ji piya
More piyaa

Tumne jo dekhe sapne suhane
Un sapno ko apna banane
Tu dhadkan main jaan piyaji
Mare hoton ki tu muskan piya
Tharo maro milan aiso lage re
Sathi jaiso
Diya aur baati
Diya aur baati hum

Tum jo sang ho
Lage hai mujhko sara jahan
Apna mujhe
Milke chalenge hai yeh kasam
Jo sath teraa mujhko milee

Rahon se kantee hum chun lenge
Dhoop mein chaaya banke chalenge
Jag se nirala hoga sath piyaji
Mare sapno ki tu parwaz piya
Tharo maaro milan aiso lage re
Sathi jaiso diya aur baati
Hoo diya aur baati hum.

Dil Mil Gaye



Ishq leta hai kaise imtehaan
Ishq leta hai kaise imtehaan
Ishq leta hai kaise imtehaan
Ishq leta hai kaise imtehaan
Ishq main jiyoon
Ishq main maroon
Ishq hi mera bhagwaan
Bhagwaan

Haye rabba
Tu hi meri jaan
Tu hi jahaan
Tu hi meri manzil
Tere ishq main
Main qurbaan

Ishq mai deewangi
Ki had se gujar jaau
Tere pyaar mai aaj
Ji kar mar jaau
Ishq mai jalte hai hum
Raat din
Haa ye mera dil na maane
Tere bin tere bin

Ishq leta hai kaise imtehaan
Ishq main jiyoon
Ishq main maroon
Ishq hi mera bhagwaan
Bhagwaan

Samaa rahi hai to
Jism jaan mai
Chali jaayegi jaan
Is imtehaan main
Ab mujko hai maloom
Ke tu hai mera junoon
Ab tu hi mera
Ab zindagi
Tujse hi mera sukoon.

Kahani Ghar Ghar Ki



Rishton ki pooka jaha ho
 Aadar badon ka waha ho
 Bheege jo mamta ka aanchal
 Aansu bane gangajal
 Hansna hansana hain 
 Rona rulana hain
 Khona hain pana hain 
 Phir muskurana hain
 Kahaani har ghar ki
 Kahaani ghar ghar ki
 Kahaani har ghar ki
 Kahaani ghar ghar ki

 Rishton ki pooka jaha ho
 Aadar badon ka waha ho
 Bheege jo mamta ka aanchal
 Aansu bane gangajal
 Hansna hansana hain 
 Rona rulana hain
 Khona hain pana hain 
 Phir muskurana hain
 Kahaani har ghar ki
 Kahaani ghar ghar ki
 Kahaani har ghar ki
 Kahaani ghar ghar ki

Veera




Rabbaaa…
Bhool bhatak jaata hoon mai
Teri tedhi medhi galiyoon mai
Khud ko mai berang hi paaon
Teri in rang raliyoo mai
Mai to ho ek hissa tera
Mujh mai bhi hai kissa tera
Mai to ho ek hissa tera
Mujh mai bhi hai kissa tera
Ab to jo bhi kare mera
Sab tere hawaale chhod diya
Veer ki ardaas veera
Ho veer ki ardaas veera

Risto ki rekhae khinche
Tu hi poe tu hi sinche
Haa risto ki rekhae khinche
Tu hi poe tu hi sinche
Tu hi jaane kiske bhaag mai
Kya likhna hai raaba
Kis bandhan mai baandh diya
Mann ye mera adhira
Veer ki ardaas veera
Ho veer ki ardaas veera
Veera…veer ki ardaas veera.