Wednesday, 7 December 2016

Dehleez - Title Song



Morey jiya, main kya tere bin
Morey jiya, tu mera palchim

Likhun main tere naam saari umar
Main chahun tujhko hi aatto pehar
Basaon teri galiyon main apna ghar

Jiyaare
Jiya re basa hai tera roop aankhon mein
Jiya re sochun main tujhe chaand raaton mein
Jiya re khoya mein rahun teri baaton mein

Jiyaare jiyaare jiyaare..
Jiyaare jiyaare jiyaare..

Tu hai toh mera wajood hain
Tu hai toh meri talaash hain
Tu hai toh shaamein khushnuma
Tu hai toh luv ki pyaas hain
Likhun main tere naam saari umar
Main chahun tujhko hi aatto pehar
Basaon teri galiyon main apna ghar

Jiyaare
Jiya re basa hai tera roop aankhon mein
Jiya re sochun main tujhe chaand raaton mein
Jiya re khoya mein rahun teri baaton mein

Jiyaare jiyaare jiyaare
Jiyaare jiyaare jiyaare

Tu jeene ki umeed hai
Tu khwaabo ka aasma
Tu hai chahat ki kaayanaat
Tu hai yaadon ka kaha kasha

Likhun main tere naam saari umar
Main chahun tujhko hi aatto pehar
Basaon teri galiyon main apna ghar

Jiyaare
Jiya re basa hai tera roop aankhon mein
Jiya re sochun main tujhe chaand raaton mein
Jiya re khoya mein rahun teri baaton mein

Jiyaare jiyaare jiyaare..
Jiyaare jiyaare jiyaare..

Iss Pyaar Ko Kya Naam Du - Ek Baar Phir



Sajna Ve...
Chupke se aahista
Ho raha hu laapata
Uljha sawaloon mein
Ab tere hi khayaloon mein

Kaise yeh chahat hai
Roke hi na ruke
Ikpal na raahat hai
Dhadkan gawa chuke
Iss pyaar ko kya naam doon
Khoye hain kuch alfaz kyun

Iss pyaar ko kya naam doon
Kya naam doon..kya naam doon
Iss pyaar ko kya naam doon
Iss marz ko kaise sahun
Iss pyaar ko kya naam doon

(Female)

Saiyaan ve ab rastaa dikha de tu
Tujh ko hai wasta ab dua de tu
Saiyaan ve ab rastaa dikha de tu
Tujh ko hai wasta ab dua de tu

Man ki mundeer pe
Betha hai ghair ke
Mujhko ghoory hai ye ehsaas
Khawahishon ki lehron mein
Roshan hui sehron mein
DIkhne laga hai ik tufaan

Kaise hain ye kareeb
Jo tooty hi nahi
Tum se ja judi
Ishaaron mein kahin

Iss pyaar ko kya naam doon
Kya naam doon..kya naam doon
Iss pyaar ko kya naam doon
Iss marz ko kaise sahun
Iss pyaar ko kya naam doon

Saiyaan ve ab rastaa dikha de tu
Tujh ko hai wasta ab dua de tu
Saiyaan ve ab rastaa dikha de tu
Tujh ko hai wasta ab dua de tu

Jana Na Dil Se Door - Title Track


Jana na dil se door
Jana na dil se door
Jana na dil se door
Jana na dil se door
Jana na dil se door  - 2
Tumse milke aisa laga
Jaisi apna koi
Aankhon mein sapne naye
Mann mein hulchal nayi  - 2
Dhadkane tham gaye tumko dekh kar
Tumse milne ki dua zindagi ban gayi
Waqt ki karvatein ya mausmon ke rang
Har safar sath ho har safar sang sang
Kam na ho ek pal pyaar ka ae suroor
Jana na dil se door
Jana na dil se door
Jana na dil se door
Jana na dil se door  - 2
Jana na dil se door..
Manzilon se pare ho apni dastaan
Jannaton ki thara ho apna aashiyana  - 2
Ishq hi pehchan ho teri meri yahaan
Pyar ke naam pe ho jayenge fanna
Kal ke anjaane dekho ek ho gaye
Dono ek dooje mein poore kho gaye
Kam na ho ek pal pyaar ka ae suroor
Jana na dil se door
Jana na dil se door
Jana na dil se door
Jana na dil se door  - 2
Oh..
Tere khayalon se mehke hum chadan se
Tujhse mili hai zindagi jeeva mein  - 2
Kabhi chhod ke mujhko jana na nahi
Apne liye tadpana nahi
Jo bhi hai teri arzoo
Chahat meri wahi
Mar jaun re tere naam pe
Tere naam leke aara jiye jaun re
Ho mar jaun re, mar jao re, tere naam pe
Tere naam leke aaraun main jiye jaun re
Jo tu na toh sab hai paraaya
Banke rahun tere saaya
Ye vaada ye vaada main nibhaun re
Kam na ho ek pal pyaar ka ae suroor
Jana na dil se door
Jana na dil se door
Jana na dil se door
Jana na dil se door - 2

Naamkaran - Title Song



Aa leke chalu tujko ek aise desh me - 2
Milti hai jahan kushiyan pariyon ke bhesh mein - 2
Pariyon ke besh mein…
Aa leke chalu tujhko…..

Ho chand chahe aadha ho phir bhi roshni - 2

Umeed jo na chute har baat hai bani
Raato ke sur se nikle subah ki ragini

Lori tujhe sunau - 2
Bachapan ki ek mein

Lori tujhe sunau
Bachapan ki ek mein

Milti hai jahan kushiyan pariyon ke bhesh mein
Pariyon ke besh mein…

Aa leke chalu tujhko…..

Mein aasam ko khidkiyon se ghar mein laayi hu - 2
Saare ke saare taare yahan chunke laayi hu
Sapno mein rang man ke yuhi bharte aayi hu
Har dard bhool jaau - 2
yuhi khel khel mein

Har dard bhool jaau
yuhi khel khel mein

Milti hai jahan kushiyan pariyon ke bhesh mein
Pariyon ke besh mein…
Aa leke chalu tujhko

Dena tu man ki shakti maalik mere mujhe - 2
Meri  katha vyatha hai sab pata tujhe
Mein jab bhi dagmagau tu thaam lo mujhe

Chode hai swapn saare
Teri deh rekh mein - 2

Milti hai jahan kushiyan pariyon ke bhesh mein - 2

Pariyon ke besh mein …..
Aa leke chalu tujhko...

ISHQBAAAZ - Title Track



O jaana
Khoya khoya rehta hai
Dil tadap ye kehta hai
Tu hai mere jeene ki wajah
O jaana..
Ishq hai aansu ishq hai naghma
Ishq sukoon hai raahat hai
Ishq hai sehra ishq hai dariya
Ishq junoon hai zahmat hai (x2)
Tanha adhoora sa
Khaamosh lamha sa
Tehra hua hai dil yahaan
Mehsoos kar le tu
Jazbaat ki khushbu
Khud se karun kya mai bayaan
Dard hai jo halka sa
Khaab khaab chalka sa
Tu muskuraaye har jagah
O jaana..
Khoya khoya rehta hai
Dil tadap ye kehta hai
Tu hai mere jeene ki wajah
O jaana..
Kis pe karun zaahir
Hain dard kya aakhir
Kyon sukoon mujh se khafa
Betaab lamhon mein
Benaam aashqon mein
Yeh aaks kis ka ban gaya
Ghum ko aazmaane de
Dil ko chot khaane de
Kya h chale kuch to pata
O jaana
Khoya khoya rehta hai
Dil tadap ye kehta hai
Tu hai mere jeene ki wajah
O jaana.. O jaana o jaana.

Tuesday, 28 June 2016

Kaala Teeka - Title Song

Jal rahi hai raah ka bankar diya
Jaane kitni raaton se teri siya

Khoke baithi khud mein tumko Ram ji
Apni khatir toh main hun bas naam ki…

Aakhein meri raat din barsa gaye
Ik jhalak paane ko bas tarsa gaye

Kaali raaton ki subah bhi aayegi
Ek din jeevan mein khushiyan chhayengi

Aas maine tujhse bas yeh baandh li
Ik mannoti dil se maine maan li…

Aaoge tum aaoge ik din kabhi
Sunlo meri ilteza o Ram ji

Aaa…



Pyaar apna main dikha sakti nahi
Aur dil mein bhi daba sakti nahi

Raat din bechain dhadkan kisliye
Ishq hai toh hai yeh uljhan kisliye…

Kaisi hai yeh dhund, kuch dikhta nahi
Raah kuch dikhlao mujhko Ram ji

Aaoge tum aaoge ik din kabhi
Sunlo meri ilteza o Ram ji