Jal rahi hai raah ka bankar diya
Jaane kitni raaton se teri siya
Khoke baithi khud mein tumko Ram ji
Apni khatir toh main hun bas naam ki…
Aakhein meri raat din barsa gaye
Ik jhalak paane ko bas tarsa gaye
Kaali raaton ki subah bhi aayegi
Ek din jeevan mein khushiyan chhayengi
Aas maine tujhse bas yeh baandh li
Ik mannoti dil se maine maan li…
Aaoge tum aaoge ik din kabhi
Sunlo meri ilteza o Ram ji
Aaa…
Pyaar apna main dikha sakti nahi
Aur dil mein bhi daba sakti nahi
Raat din bechain dhadkan kisliye
Ishq hai toh hai yeh uljhan kisliye…
Kaisi hai yeh dhund, kuch dikhta nahi
Raah kuch dikhlao mujhko Ram ji
Aaoge tum aaoge ik din kabhi
Sunlo meri ilteza o Ram ji
Jaane kitni raaton se teri siya
Khoke baithi khud mein tumko Ram ji
Apni khatir toh main hun bas naam ki…
Aakhein meri raat din barsa gaye
Ik jhalak paane ko bas tarsa gaye
Kaali raaton ki subah bhi aayegi
Ek din jeevan mein khushiyan chhayengi
Aas maine tujhse bas yeh baandh li
Ik mannoti dil se maine maan li…
Aaoge tum aaoge ik din kabhi
Sunlo meri ilteza o Ram ji
Aaa…
Pyaar apna main dikha sakti nahi
Aur dil mein bhi daba sakti nahi
Raat din bechain dhadkan kisliye
Ishq hai toh hai yeh uljhan kisliye…
Kaisi hai yeh dhund, kuch dikhta nahi
Raah kuch dikhlao mujhko Ram ji
Aaoge tum aaoge ik din kabhi
Sunlo meri ilteza o Ram ji