Ho tujh mein aise kho gayi main
Ho gayi hoon nayi
Saari duniya lag rahi hai
Badli badli si
Ho gayi poori lagoon phir
Kyun adhoori si
Ho gayi poori lagoon phir
Kyun adhoori si
O rabba ki karaan
Yeh betaabiyaan
Mera raanjhna mera humnavaMere mathe ka kumkum hai
Bhagya woh mera
Ho mere mathe ka kumkum hai
Bhagya woh mera
Saath pheron mein bandha hai
Yeh hai woh rishta
O rabba ki karaan
Yeh beimaaniyaan
Woh mera jahaan
Meri khushi..Ho rabba ki karaan
Huyi dhadkan jawaan
Ye becheniyaan bataaye koi
Ho…
Wednesday 31 December 2014
Kumkum Bhagya
Diya Aur Baati Hum
Tu suraj main saanjh piyaji
Maare sapno ki tu parwaz piyaji
Tharo maaro milan aiso lage
Re sathi jaiso
Diya aur baati
Hoo diya aur baati humMain jo chalun toh sang chalo
Ji more piya more piyaa
Meri khushiyon mein
Yun rang bharo ji piya
More piyaaTumne jo dekhe sapne suhane
Un sapno ko apna banane
Tu dhadkan main jaan piyaji
Mare hoton ki tu muskan piya
Tharo maro milan aiso lage re
Sathi jaiso
Diya aur baati
Diya aur baati humTum jo sang ho
Lage hai mujhko sara jahan
Apna mujhe
Milke chalenge hai yeh kasam
Jo sath teraa mujhko mileeRahon se kantee hum chun lenge
Dhoop mein chaaya banke chalenge
Jag se nirala hoga sath piyaji
Mare sapno ki tu parwaz piya
Tharo maaro milan aiso lage re
Sathi jaiso diya aur baati
Hoo diya aur baati hum.
Friday 11 July 2014
Tumhari Paakhi
O sajan saavn beetyo jaye….
Bheegi khadi main pyaasi
Hivda raati bari khol rakhyo
Ho mara dhola tu kad aasi
Mara dhola tu kad aasi…..Aaja dhola maru tarse hain
Sakhiyan pohunchi saasre
Main reh gayi ghar pe re…
Reh gayi ghar pe re…
Aaja dhola maru tarse hain
Sakhiyan pohunchi saasre
Main reh gayi ghar pe re
Aaja dhola maru tarse hain…tarse re……Teen baras ka dulha tha tu
Derh ki main thi dulhan
Maa baba ki godh mein joor gaye
Saat janam ke bandhan ..Gaune tak tha chhoda mujhko
Khel ne apne aangan
Phir aana tha dhola thag
Leke mujhko bandhanAaja dhola maru tarse hain
Sakhiyan pohuchi saasre
Main reh gayi ghar pe re
Aaja dhola maru tarse hain…Haaan..bite bite chadhi jawani
Bachpanri yaadan di bhulaya
Haan..jane kaun tha sugri kaalje
Jane un ki yaad sataye….Ayi jawani baitha tu hain
Mujhko bhul bhulake
Byah rachaya malwar se
Chhutpan ke chhute natein
Chhutpan ke chhute nateinBheji gayi sandeshein kaise
Tujh tak hum pahuchate
Beech rasta mara saukan
Adhi reh gayi bateinAaja dhola maru tarse hain
Sakhiya pohuchi saasre
Main reh gayi ghar pe re
Aaja dhola maru tarse hain…Sunke aise prem bhala
Jaise phoos ki dheri
Sunle ab toh jalam dhola
Helo devein gori dhan teriPhir ek ratiya pahuncha dhole
Mehel k tere aage
Aisi chheri taan ke tere
Joor gaye toote dhageinNaam liya jab usne mera
Jag gayi soyi yaadein
Maru maru karta tu haye
Jas phoot gyo aageAaja dhola maru tarse hain
Sakhiya pohuchi saasre
Main reh gayi ghar pe re
Aaja dhola maru tarse hain…Ayi ghari milan ki
Apna dhapche dhola mare
Main khari teri raha mein
Bichhaye suraj chand sitareTu aaja dhola mara
Tu aaja dhola mara
Tu abna ruk je aaja
Tu abna ruk je aajaNa parwa ki je kaaton ki
Na parwa ki je kaaton ki
Na roke rasta nadiya
Na parwat aye aare
Na angaron ka dariya
Tu abna ruk je aaja
Tu abna ruk je aaja
Tu abna ruk je aaja
Tu lang lang tu machal machal
Tu behte aa ab aja tu
Atal atal tu…….Main orhu chunari satrangi
Ab tu kitni door
Par pura sringar meraMain khari liye sindoor.
Suhani Si Ek Ladki
Baato mein ho khubasurti
Khubsurat laega yeh jahan
Baato mein ho khubasurti
Khubsurat laega yeh jahan
Aankho mein ho rang gar
Rangeen tujhe dekega yeh jahan
Khubsurat wahi meethi
Si ho jiski zubaan
Bole man ka chehre se kyun tole
Man hain molaaa
Pyaar ki rang mein sab kuchh tu rang de
Pyaar se jene ke tu naye rang deDilo si chamak ho jisme
Suro si khanak ho jisme
Wo soye to saanj dhalne lage
Jage to subha nikalne lage
Naino mein jiske
Man behata chala jaaye
Jiske rang roop ke aage
Sab phika nazar aayeBairan thi berang bhi kal parson ho jaaye
Mere man ke sundar halaat thik ho paaye
Rahegi jab talak ha humari zindgi
Kahegi yeh jagmein baatein humare baad bhi
Pyaar ki rang mein sab kuchh tu rang de
Pyaar se jene ke tu naye rang deDhekha jo tujhe bas ek nazar
Main to hoke tera reh gaya
Kon hun bhul baitha main
Yaad chehra tera reh gaya.
Jodha Akbar - Mehandi Song
Mehandi ro din aayo mangal vadhayo
Mehandi ro din aayo mangal vadhayo
Subha din aayo mangal vadhayo
Mehandi rachayo bind naam ri
Mehandi rachayo bind naam ri
Subha din aayo mangal vadhayo
Mehandi rachayo bind naam ri
Mehandi rachayo bind naam ri
Mehandi ro din aayo mangal vadhayo
Mehandi ro din aayo mangal vadhayoMaang ra tika hil hil jaaye
Kaan ka jhumka khul khul jaaye
Banni khil khil jaaye ri
Banni khil khil jaaye riMaang ra tika hil hil jaaye
Kaan ka jhumka khul khul jaaye
Banni khil khil jaaye ri
Banni khil khil jaaye ri
Mehandi ro din aayo mangal vadhayo
Mehandi ro din aayo mangal vadhayoAanchal mhara udd udd jaaye
Haath ka kangan chhan chhan gaaye
Kivada khadka jaaye re
Kivada khadka jaaye reAanchal mhara udd udd jaaye
Haath ka kangan chhan chhan gaaye
Kivada khadka jaaye re
Kivada khadka jaaye re
Mehandi ro din aayo mangal vadhayo
Mehandi ro din aayo mangal vadhayo.
Jodha Akbar - Hey Murlidhar
Hey mann mohan..hey mann mohan..
Hey mann mohan..Hey muralidhar hey damodar
Krishana muraari hey natnagar
Hey muralidhar hey damodar
Krishana muraari hey natnagar
Bhul gaye kyaa binati sunkar
Bhul gaye kyaa binati sunkar
Hey mann mohan hey karunakar
Hey muralidhar hey damodar
Krishana muraari hey natnagarAndhiyare mein gire hue hoon hey gopala
Jyotipunj bankar raah dikhaao hey nand lala
Kaise paar karungi tum bin
Kaise paar karungi tum bin
Jeevan saagar hey karunakar
Hey muralidhar hey damodar
Krishana muraari hey nandnagar
Hey muralidhar hey damodar
Krishana muraari hey natnagarKanhaa..krishana..hey kanhaa.
Jodha Akbar - Sad Song
Tum ne jo samja tum ne jo jaana
Sacha hain ke woh sach nahi thaa
Hoth seele the keh nahi paaye
Na ruthoge ye yakee thaaNa tum bewafa na main bewafa
Phir bhi huyi ye khata hain
Meri khamoshi ban gayi dushman
Mujhko mili ye saja hain
Na tum bewafa na main bewafa
Phir bhi huyi ye khata hain
Meri khamoshi ban gayi dushman
Mujhko mili ye saja hain
Mujhko mili ye saja hainDil kashmkash mein pada hain
Dil kashmkash mein pada hain.
Jodha Akbar - Veer Shahenshah
Veer Shahenshah thari jai ho
Dheer ladiya thari jai ho
Ran bhoomi mein jidhar bhi dekho
Usi disha mein thari jai ho
Matha thara utha rahe
Paagh yeh sar pe saja rahe thari jai ho
Matha thara utha rahe
Paagh yeh sar pe saja rahe thari jai ho
Khadag yeh thara ruke nahin
Dhwaja thara jhuke nahin thari jai ho
Khadag yeh thara ruke nahin
Dhwaja thara jhuke nahin thari jai ho
Shastra shish bas chuka rahe
Shastra se naata juda rahe thari jai ho
Shastra shish bas chuka rahe
Shastra se naata juda rahe thari jai ho
Nirbhay ho yeh man thara
Jeet ke lauto jag sara thari jai ho
Nirbhay ho yeh man thara
Jeet ke lauto jag sara thari jai ho.
Aur Pyar Ho Gaya
Bawre dono naina
Palke ki vaare hai bichhaye
Manchalaa mora saiyaan
Khawbon ki panghat kyu na aaye
Har saans ki gunjaish tu hai
Katra main barish tu hai
Tu hai aaliyaan.Khilee khilee khwaishon ki raza tu
Nayi nayi dhadkanon ki ada tu
Pahle subaah ban gaya
Shamon mein fir dhal gaya
Kali kali jagai ratiya
Kyu mujhko laga aise
Tune chhua jaise
Aur pyaar ho gayaaaKoi fasana tha
Abtak na mana tha
Aur pyaar ho gaya aur pyar ho gaya
Oh oh oh aur pyaar ho gaya aur pyar ho gaya
Oh oh oh aur pyaar ho gaya aur pyar ho gaya.
Saraswatichandra
Kuch na kahe bas chup rahe
Khamoshiyaan hee keh jaaye
Tham jaaye yeh jahan
Aur pal bhi thaher jaaye
Rahe na kuch bhi darmiya
Meete yeh saari dooriyaan
Milke bhi hai adhuri si
Yeh daastan
Rahe na kuch bhi darmiya
Meete yeh saari dooriyaan
Milke bhi hai adhuri si
Yeh daastan…..Zidd yeh thi tumhe
Ke hum bhi kuch kahe
Hume yeh geela tha
Ke tum chup rahe
Yeh majburiyaan aur yeh fasale
Chaaha phir bhi badhte gaye
Ab jo yeh ehsaas hai
Yeh jo adhuri aas hai
Rehne de yuhi inhe jo zazbat hai
Rahe na kuch bhi darmiya
Meete yeh saari dooriyaan
Milke bhi hai adhuri si
Yeh daastan…..Rehke bhi sang hai juda
Bhulega na kabhi jahan
Hai yeh alag hi daastan
Saraswatichandra ki
Rehke bhi sang hai juda
Bhulega na kabhi jahan
Hai yeh alag hi daastan
Saraswatichandra ki.
Yeh Rishta Kya Kahlata hai - Pyar Mil jaye
Pyar mil jaye piya ka...Pyar mil jaye,
Haan aisa pyar mil jaye..
Gauri shankar ji ke jaise jodi ban jaye, haan aisi jodi ban jaye...
Thore se na toote, chore se na chute aise bande jaye...aisa bande jaye
Preet ho jaye amariye...preet ho jaye...preet ki reeth ho jaye
Rang mein rang jaye sindoori...rang mein rang jaye...
O hum be aisa rang jaye
Gauri mahiya jaise rangiya hai shiv ji ke rang mein...
o hum be aisa rang jaye
Hum me jo sapna boonde hai...
aankhon mein jo saje hain, poore ho jaye...
poore ho jaye
janmo janmo tak piya ka saath mil jaye...
Piya ka saath mil jaye
Yeh Rishta Kya Kahlata Hai - Mehandi Rachan Lagi
Mehandi rachan lagi hatha me bandade re naam ki
Mehandi rachan lagi hatha me bandade re naam ki
Aayi shubh ghadi dekho mare aangan aaj ji
Baje baje re shahnayi dhola thare naam ri
Aayi shubh ghadi dekho mare aangan aaj ji
Mehandi rachegi gahari pyar ghara hoga
Lal khushhal rang sang tere hoga
Mehandi rachi hai surngi bana thare naam ki
Mehandi rachi hai surngi bana thare naam ki
Aayi shubh ghadi dekho mare aangan aaj ji
Bhul na jana hume jake sasural tu
oo bhul na jana hume jake sasutadpegi mamta meri aayegi yaad tu
Beti hai paraya dhan padta hai jana
duniya ki rasmo ko hume he nibhana
Bichiya bandhe payal chanki banna re naam ri
Bichiya bandhe payal chanki banna re naam ri
Aayi shubh ghadi dekho mare aangan aaj ji
Mehandi me naam humne jisaka likha hai
Padh ke batao ji kisaka likha hai
Gore hatho me rachi hai preet thare naam ki
Gore hatho me rachi hai preet thare naam ki
Aayi shubh ghadi dekho mare aangan aaj ji
Yeh Rishta Kya Kahlata hai - O Kanha
O kanha ab to murli ki madhur suna do taan
O kanha ab to murli ki madhur suna do taan
Main hu teri, prem deewani, mujhko tum pehchaan
Madhur suna do taan
O kanha ab to murli ki madhur suna do taanJabse tum sang maine apne, naina jod liye hai
Kya maiya kya babul sabse, rishte thod liye hai
Tere milan ko vyakul hai ye kabse mere praan
Madhur suna do taan
O kanha ab to murli ki madhur suna do taanSaagar se bhi gehari mere prem ki geheraai
Lok laaj kul ki mariyada saj kar main toh aayi
Meri preeti se o nirmohi ab na bano anjaan
Madhur suna do taan
O kanha ab to murli ki madhur suna do taanMain hu teri, prem deewani mujhko tum pehchaan
Madhur suna do taan madhur suna do taan
Madhur suna do taan.
Yeh Rishta Kya Kahlata Hai - Pura Ye Sapna Hoga
Pura ye sapna hoga
Ek haseen mehmaan honga
Kuch to woh tumsa hogaChehkega apna ye aashiyana
Kuch to woh humsa hoga
Honga humdono ka woh aayina
Kil-kaariya goonj uthengi yahan
Lautenga phir apna bachpan yahan
Phoolo ke jaise mushkurayega
Jeevan ki bagiya mehkaayega o ho
Jaadu sa chal jaayega
Mehmaan woh jab aayega
Jaadu sa chal jaayega.
Yeh Rishta Kya Kahlata Hai - Dil Se Bandhi Ek Dor
Dil Se Bandhi Ek Dor Jo Dil Tak Jati Hain,Han Jati hai..
Pyar ke Bandhan bandhe jati hai..
Pyar ke Bandhan bandhe jati hai
Angana me Pyar ke gulal jo khil khil jate hai,Khil jate hai
Rishton ki bagiya mahak jati hai
Rishton ki bagiya mahak jati hai
Bin Bole Hi Naino se naina pyar ki bhasha padhte hai..
naye tarane ban jate hai jab do dil dhadakte hai
Mit jo man ka bhata hai,Jhum ke dil ye gata hai
janmo ki preet judi jati hai
janmo ki preet judi jati hai
Reet ye rasme aur ye rangoli,sajan sang lage pyari
sath sajan ka pyar rahe to sari hi duniya lage nayari
teej tyohariyaon ka ye mosam Kitana suhana he humdam
Prem ki purva chali aati hai
Prem ki purva chali aati hai
Dil Se Bandhi Ek Dor Jo Dil Tak Jati Hain,Han Jati hai..
Pyar ke Bandhan bandhe jati hai..
Pyar ke Bandhan bandhe jati hai
Thursday 24 April 2014
Ye Hai Mohabbatein
Dil kahin rukta nahi..
Dil kahin rukta nahi..
Chalta hi jaaye teri ore
dil mere sunta nahi..
Saari fizaon mein hai..
Mehki hawaon mein hai..
Tera aur mera fazaana…
Jaanu main bhi yeh..
Jaane hai tu bhi yeh..
Jaane yeh saara zamaana..
Kabhi kam na honge yeh chaahatein..
Pal pal badhe yeh hai mohhabtein..
Jodha Akbar
Inn aankhon mein tum jab se base ho
Saara jag roop tera
Inn aankhon mein tum jab se base ho
Saara jag roop tera
Preet ye rang ab to tere sang
Aur bhi ho gaya gehara
Inn aankhon mein tum jab se base ho
Saara jag roop tera
Saara jag roop tera
Inn aankhon mein tum jab se base ho
Saara jag roop tera
Preet ye rang ab to tere sang
Aur bhi ho gaya gehara
Inn aankhon mein tum jab se base ho
Saara jag roop tera
Inn aankhon mein tum
Jab se ho gaye ghoom
Saara jahaan tera chehara
Preet ye rang ab to tere sang
Aur bhi ho gaya gehara
Inn aankhon mein tum
Jab se ho gaye ghoom
Saara jahaan tera chehara
Preet ye rang ab to tere sang
Aur bhi ho gaya gehara
Jab se ho gaye ghoom
Saara jahaan tera chehara
Preet ye rang ab to tere sang
Aur bhi ho gaya gehara
Inn aankhon mein tum
Jab se ho gaye ghoom
Saara jahaan tera chehara
Preet ye rang ab to tere sang
Aur bhi ho gaya gehara
Ishq hain woh ehsaas
Ishq hain woh jazbaat
Badal de ye duniya
Badal de ye halaat
Ishq hain woh ehsaas
Ishq hain woh jazbaat
Badal de ye duniya
Badal de ye halaat
Ishq hain woh jazbaat
Badal de ye duniya
Badal de ye halaat
Ishq hain woh ehsaas
Ishq hain woh jazbaat
Badal de ye duniya
Badal de ye halaat
Inn aankhon mein tum
Jab se ho gaye ghoom
Saara jahaan tera chehara
Preet ye rang ab to tere sang
Aur bhi ho gaya gehara
Jab se ho gaye ghoom
Saara jahaan tera chehara
Preet ye rang ab to tere sang
Aur bhi ho gaya gehara
Matware tore nain baawarein
Tune chhiina chain saanwarein
Aan millo bhari rain piyaare
Baat kate mere nain baawarein.
Tune chhiina chain saanwarein
Aan millo bhari rain piyaare
Baat kate mere nain baawarein.
Ye Rishta Kya Kahlata Hai - Sujhao Kuch Lalla Ka Naam
Sujhao kuch lalla ka naam
Sujhao kuch lalla ka naam
Lalla sabki aankha ka taara
Raam kaho chahein shyaam
Sujhao kuch lalla ka naam
Sujhao kuch lalla ka naam
Sujhao kuch lalla ka naam
Lalla sabki aankha ka taara
Raam kaho chahein shyaam
Sujhao kuch lalla ka naam
Sujhao kuch lalla ka naam
Haan yeto raaj karega har dil pe
To naam rakh do raajan o raajan
Boondo sa chham chham barsega
To naam rakh do saawan o saawan
Buaao ka hain ye to kaam
Buaao ka hain ye to kaam
Hum rakhenge apne lalla ka achhasa naam
Buaao ka hain ye to kaam
To naam rakh do raajan o raajan
Boondo sa chham chham barsega
To naam rakh do saawan o saawan
Buaao ka hain ye to kaam
Buaao ka hain ye to kaam
Hum rakhenge apne lalla ka achhasa naam
Buaao ka hain ye to kaam
Paapa jaisa bhola bhaala
Hoga ye matwala bhi
To naam rakh do shivam o shivam
Maa ke jaisa namra ye hoga
Hoga bade dilwaala bhi
To naam rakhdo naman o naman
To kyaa mama hain yahan mehmaan
To kyaa mama hain yahan mehmaan
Naana naani mama maami
Ye rakhenge naam
To kyaa mama hain yahan mehmaan
To kyaa mama hain yahan mehmaan
Hoga ye matwala bhi
To naam rakh do shivam o shivam
Maa ke jaisa namra ye hoga
Hoga bade dilwaala bhi
To naam rakhdo naman o naman
To kyaa mama hain yahan mehmaan
To kyaa mama hain yahan mehmaan
Naana naani mama maami
Ye rakhenge naam
To kyaa mama hain yahan mehmaan
To kyaa mama hain yahan mehmaan
Haan jeevan mein kabhi ye na haarega
To naam rakhdo ajay o ajay
Ye har dil mein pyaar jagayegaa
To naam rakhdo pranay o pranay
Sujhaye papa koi naam
Sujhaye papa koi naam
To kyaa socha hain paapa ne
Apne lalla ka naam
Sujhaye papa koi naam
Sujhaye papa koi naam
To naam rakhdo ajay o ajay
Ye har dil mein pyaar jagayegaa
To naam rakhdo pranay o pranay
Sujhaye papa koi naam
Sujhaye papa koi naam
To kyaa socha hain paapa ne
Apne lalla ka naam
Sujhaye papa koi naam
Sujhaye papa koi naam
Jeevan ke har mod pe ye to
Apni raah banayenga
To naam rakhdo sawayam o sawayam
Jeevan ki har daud mein lalla
Numbar one hi aayega
To naam rakhdo pratham o pratham
Sujhao kuch lalla ka naam
Sujhao kuch lalla ka naam
Lalla sabki aankha ka taara
Raam kaho chahein shyaam
Sujhao kuch lalla ka naam
Sujhao kuch lalla ka naam.
Apni raah banayenga
To naam rakhdo sawayam o sawayam
Jeevan ki har daud mein lalla
Numbar one hi aayega
To naam rakhdo pratham o pratham
Sujhao kuch lalla ka naam
Sujhao kuch lalla ka naam
Lalla sabki aankha ka taara
Raam kaho chahein shyaam
Sujhao kuch lalla ka naam
Sujhao kuch lalla ka naam.
Ye Rishta Kya Kahlata Hai - Title Song
Ho ho ho…
Haa koi chori chori mere sapno main aaye
Haa ye dil anjani dori se bandha jaaye
Vishvas to hai gath bandhan
Janmo ka ye pavan bandhan
Haa koi chori chori mere sapno main aaye
Haa ye dil anjani dori se bandha jaaye
Vishvas to hai gath bandhan
Janmo ka ye pavan bandhan
Ek pal me yun kaise jud jaata hai
Yeh rishta kya kehlata hai
Hoo yeh rishta kya kehlata hai
Yeh rishta kya kehlata hai
Hoo yeh rishta kya kehlata hai
Ho esi rsmo kasmo pe dil balihari jaaye
Ho apne ho jaate hai kal tak jo the paraye
Armano ke aangan me
Jajbaat ka hai sangam, ye to do aangan mahekata hai
Yeh rishta kya kehlata hai
Hoo yeh rishta kya kehlata hai
Ho apne ho jaate hai kal tak jo the paraye
Armano ke aangan me
Jajbaat ka hai sangam, ye to do aangan mahekata hai
Yeh rishta kya kehlata hai
Hoo yeh rishta kya kehlata hai
Prem ka esa rang chadha dono rang jaaye ek hi rang
Prit ke dhago se khud ko baandh le ek duje ke sang
Mann mera chahe mera bas pura ho yahi sapna
Sao janmo se bhi aage tak saath rahe apna
Har pal yun hi tu milake rakh na
Khuseyo ke ye dip jala ke rakh na
Tera saaya ban ke chalna hai muje
Mera saaya ban ke tu bhi chalna.
Prit ke dhago se khud ko baandh le ek duje ke sang
Mann mera chahe mera bas pura ho yahi sapna
Sao janmo se bhi aage tak saath rahe apna
Har pal yun hi tu milake rakh na
Khuseyo ke ye dip jala ke rakh na
Tera saaya ban ke chalna hai muje
Mera saaya ban ke tu bhi chalna.
Kyu Ki Saas Bhi Kabhi Bahu Thi
Rishton ke bhi roop badalte hain
Naye naye saanche mein dhalte hain
Ek pe aati hain ek jaati hain
Banti kahani nayi
Kyunki saans bhi kabhi bahu thi
Haa saans bhi kabhi bahu thi
Kyunki saans bhi kabhi bahu thi
Haa saans bhi kabhi bahu thi
Khelne wale baith ke dekhenge
Naye khiladi khel yeh khelenge
Rishton ka rand badla
Naaton ka dhang badla
Aaina phir bhi wahi
Kyunki saans bhi kabhi bahu thi
Haa saans bhi kabhi bahu thi
Kyunki saans bhi kabhi bahu thi
Haa saans bhi kabhi bahu thi
KumKum - Ek Pyara sa Bandhan
La La La La
La La La La
La
Jeevan Kar Leta Hai Shingaar
Sach Hai Na Kumkum Se
Haan…Badhta Hai Ik Dooje Se Pyaar
Sach Hai Na KumKum Se
Ghar Ghar Moorat Hai
Meethi Meethi Boli Hai
Rishte Hi Sabh Ki
Woh Hamzoli Hai
Door Na Ho Jayen
Hum Tumse Tum Humse
Hum Ho Jayenge
GumSum Se GumSum Se
Phir Milne Aayegi Bahaar
Kumkum Se Kumkum Se
Haan…Jeevan Kar Leta Hai Shingaar
Sach Hai Na Kumkum Sea
Iss Pyar Ko kya Naam Doon
Jo pehle huaa naa
Ab hone laga hai
Dil humko jaga kar
Kyun sone laga hai
Ye ishq hai yaa kuch aur hai
Ya bas khaali khaali shor hhai
Ye ishq hai yaa kuch aur hai
Ya bas khaali khaali shor hhai
Ho isko main kya kahuntu hi bata
Kya kahun? Tu hi bata…
Iss pyaar ko kya naam doon
Iss pyaar ko kya naam doon
Iss pyaar ko kya naam doon
Iss pyaar ko kya naam doon…
Diya Aur Baati Hum
Tu suraj main saanjh piyaji
Maare sapno ki tu parwaz piyaji
Tharo maaro milan aiso lage
Re sathi jaiso
Diya aur baati
Hoo diya aur baati hum
Main jo chalun toh sang chalo
Ji more piya more piyaa
Meri khushiyon mein
Yun rang bharo ji piya
More piyaa
Tumne jo dekhe sapne suhane
Un sapno ko apna banane
Tu dhadkan main jaan piyaji
Mare hoton ki tu muskan piya
Tharo maro milan aiso lage re
Sathi jaiso
Diya aur baati
Diya aur baati hum
Tum jo sang ho
Lage hai mujhko sara jahan
Apna mujhe
Milke chalenge hai yeh kasam
Jo sath teraa mujhko milee
Rahon se kantee hum chun lenge
Dhoop mein chaaya banke chalenge
Jag se nirala hoga sath piyaji
Mare sapno ki tu parwaz piya
Tharo maaro milan aiso lage re
Sathi jaiso diya aur baati
Hoo diya aur baati hum.
Dil Mil Gaye
Ishq leta hai kaise imtehaan
Ishq leta hai kaise imtehaan
Ishq leta hai kaise imtehaan
Ishq leta hai kaise imtehaan
Ishq main jiyoon
Ishq main maroon
Ishq hi mera bhagwaan
Bhagwaan
Haye rabba
Tu hi meri jaan
Tu hi jahaan
Tu hi meri manzil
Tere ishq main
Main qurbaan
Ishq mai deewangi
Ki had se gujar jaau
Tere pyaar mai aaj
Ji kar mar jaau
Ishq mai jalte hai hum
Raat din
Haa ye mera dil na maane
Tere bin tere bin
Ishq leta hai kaise imtehaan
Ishq main jiyoon
Ishq main maroon
Ishq hi mera bhagwaan
Bhagwaan
Samaa rahi hai to
Jism jaan mai
Chali jaayegi jaan
Is imtehaan main
Ab mujko hai maloom
Ke tu hai mera junoon
Ab tu hi mera
Ab zindagi
Tujse hi mera sukoon.
Kahani Ghar Ghar Ki
Aadar badon ka waha ho
Bheege jo mamta ka aanchal
Aansu bane gangajal
Hansna hansana hain
Rona rulana hain
Khona hain pana hain
Phir muskurana hain
Kahaani har ghar ki
Kahaani ghar ghar ki
Kahaani har ghar ki
Kahaani ghar ghar ki
Rishton ki pooka jaha ho
Aadar badon ka waha ho
Bheege jo mamta ka aanchal
Aansu bane gangajal
Hansna hansana hain
Rona rulana hain
Khona hain pana hain
Phir muskurana hain
Kahaani har ghar ki
Kahaani ghar ghar ki
Kahaani har ghar ki
Kahaani ghar ghar ki
Veera
Rabbaaa…
Bhool bhatak jaata hoon mai
Teri tedhi medhi galiyoon mai
Khud ko mai berang hi paaon
Teri in rang raliyoo mai
Mai to ho ek hissa tera
Mujh mai bhi hai kissa tera
Mai to ho ek hissa tera
Mujh mai bhi hai kissa tera
Ab to jo bhi kare mera
Sab tere hawaale chhod diya
Veer ki ardaas veera
Ho veer ki ardaas veera
Risto ki rekhae khinche
Tu hi poe tu hi sinche
Haa risto ki rekhae khinche
Tu hi poe tu hi sinche
Tu hi jaane kiske bhaag mai
Kya likhna hai raaba
Kis bandhan mai baandh diya
Mann ye mera adhira
Veer ki ardaas veera
Ho veer ki ardaas veera
Veera…veer ki ardaas veera.
Subscribe to:
Posts (Atom)