Kuch na kahe bas chup rahe
Khamoshiyaan hee keh jaaye
Tham jaaye yeh jahan
Aur pal bhi thaher jaaye
Rahe na kuch bhi darmiya
Meete yeh saari dooriyaan
Milke bhi hai adhuri si
Yeh daastan
Rahe na kuch bhi darmiya
Meete yeh saari dooriyaan
Milke bhi hai adhuri si
Yeh daastan…..Zidd yeh thi tumhe
Ke hum bhi kuch kahe
Hume yeh geela tha
Ke tum chup rahe
Yeh majburiyaan aur yeh fasale
Chaaha phir bhi badhte gaye
Ab jo yeh ehsaas hai
Yeh jo adhuri aas hai
Rehne de yuhi inhe jo zazbat hai
Rahe na kuch bhi darmiya
Meete yeh saari dooriyaan
Milke bhi hai adhuri si
Yeh daastan…..Rehke bhi sang hai juda
Bhulega na kabhi jahan
Hai yeh alag hi daastan
Saraswatichandra ki
Rehke bhi sang hai juda
Bhulega na kabhi jahan
Hai yeh alag hi daastan
Saraswatichandra ki.
Friday, 11 July 2014
Saraswatichandra
Subscribe to:
Post Comments (Atom)
No comments:
Post a Comment